| गीत के बोल |
|---|
| हो हो हो होहो ला ला ला लाला हो हो हो होहो ला ला ला लाला दिल से बंधी एक डोर, जो दिल तक जाती है, हाँ जाती है, प्यार के बंधन बांधे जाती है, प्यार के बंधन बांधे जाती है. अंगना में प्यार के गुलाब, जो खिल-खिल जाती हैं, ख़िल-ख़िल जाती हैं, रिश्तों की बगिया महक जाती है, रिश्तों की बगिया महक जाती है. आँखों में सपना,सपने में अपना, एक नन्हा सा महमा है, रोशन होगा कब वो दीपक, सबके दिलों में अरमा है, सच होने वाला है एक सपना, चहक ने वाला है घर अंगना, नान्ही सी कदमों की आहट आती है, नान्ही सी कदमों की आहट आती है. रीत ये रस्में और ये रंगोली, साजन संग लगे प्यारी, साथ साजन का प्यार रहे तो सारी ही दुनिया लगे न्यारी तीज त्योहारों का ये मौसम कितना सुहाना है हमदम प्रेम की पुर्वा चली आती है प्रेम की पुर्वा चली आती है दिल से बंधी एक डोर, जो दिल तक जाती है, हाँ जाती है, प्यार के बंधन बांधे जाती है, प्यार के बंधन बांधे जाती है. अंगना में प्यार के गुलाब, जो खिल-खिल जाती हैं, ख़िल-ख़िल जाती हैं, रिश्तों की बगिया महक जाती है, रिश्तों की बगिया महक जाती है. |
| English Lyrics |
|---|
| ho ho ho hoho la la la laa ho ho ho ho la la la laa Dil se bandhi ek dor, Jo dil tak jati hai, Haan jaati hai, Pyaar ke bandhan bandhe jati hai, Pyaar ke bandhan bandhe jati hai. Angna mein pyar ke gulab, jo khil-2 jate hain, Khil-2 jate hain, Rishton ki bagiya mehak jati hain, Rishton ki bagiya mehak jati hain. Ankhon mein sapna,sapne mein apna, Ek nanhan sa mehman hai, Roshan hoga kab woh deepak, Sabke dilon mein aarman hain, Sach hone wala hain ek sapna, Chekhaahe wala hai ghar aangna, Nanhi si kadmo ki aahat aati hai, Nanhi si kadmo ki aahat aati hai. Reet ye rasmein aur ye rangoli, Saajan sang lage pyari, Saath saajan ka pyaar rahe toh Sari hi duniya lage nyari Teej tyohron ka yeh mausam Kitna suhana hai humdum Prem ki purva chali aati hain Prem ki purva chali aati hain Dil se bandhi ek dor, Jo dil tak jati hai, Haan jaati hai, Pyaar ke bandhan bandhe jati hai, Pyaar ke bandhan bandhe jati hai. Angna mein pyar ke gulab, Jo khil-2 jate hain, Khil-2 jate hain, Rishton ki bagiya mehak jati hain, Rishton ki bagiya mehak jati hain. |